Showing posts with label rajasthani muktak. Show all posts
Showing posts with label rajasthani muktak. Show all posts

Aaina Tut Gaya Hoga..........


Mujhe Yakin hai Ki Tera Aaina Tut Gaya Hoga.
Tujhe Bhi Chahre Ka Nakab Dikh Gaya Hoga.


Teri To Nigahe Hi Kuch Aisi Hai Jhalim.
Ki Aaina Khud - B - Khud Tut Gaya Hoga.


 © Shekhar Kumawat

Hasin Khata .......

 Mohabbat Bhi Gajab Ki Shay Hoti Hai..
Kabhi Dard To Kabhi Dawa Hoti Hai.
Gar Ho Jaye Ye Hasin Khata Kisi Se.
To Khata Bhi Khuda Ki Ibadat Hoti Hai ...

 © Shekhar Kumawat

Vinti Maki Hun jo............


विणती म्हांकी हूणजो, पवन पुत्र हडुमान ।
संकट सबका टाळजो , महावीर बलवान ।।
दुःख सीता रा हरया, हूयो जग में नाम ।
त्यूं सबकी रक्षा करो , सिद्ध करो सब काम ।।






 © Shekhar Kumawat